Ghazal Apni mohabat ka kuch haq adda kar do

Apni Muhabbat Ka Kuch Haq Adaa Kar Do,
Mere Naam Apni Kuch Wafaa Kar Do..

Agar Ye Mumkin Nahi Tere Liye To,
Apni Yaadon Ko Mujh Se Judaa Kar Do..

Do Bol Muhabbat K Bol Kar,
Mere Muhabbat Ki Aasan Raah Kar Do..

Rafta Rafta Ja Raha Hun Mout Ki Taraf.,
Mujhe Bachane K Liye Zindagi Ki Duaa Kar Do..

Aisa Nahi Kar Sakte Agar Tum To..!
Humesha K Liye Mujhe Duniya Se Alwidaa Kar Do…

by Ali AtrslAn

Leave a Reply

You must be logged in to post a comment.