yaad
Lakhoon sitare the asman per main ny ek sitara dekha.
dekha jo us ko gour se us main chehra tumhara dekha
.
dil ny kaha tu tanha nahin us main tera sahara dekha
so nahin paya main raat sari main ny kiya khoob nazara dekha.
lakhoon sitare the asman pe main ny ek sitara dekha